Tuesday, March 31, 2009

Teri Ik Ashk


























Teri Ik Ashk Girnay Par May Dunya Ko Jalla Dungha

Teri Ik Muskorahat Par Farishtho Ko Bolla Dungha

Agar Tu Muj Say yai Key Day Ka Tum Muj Say Piyar Karti Ho
Qasam Us Zaad Ki Muj Ko

Key May Pir Ashna o k Zamaney Ko Bata Dungha
Key Mera Piyar Razi Hey Yai Sir Ab May Katta Dungha

APNAY IS DIL K GULISTAA MAY BASSA LAY MUJH KO
























Is say pahlay k kisi mor pay ruk jaou mai
Apnay rastay pay mairi jaan chala lay mujh ko


K tairay lams ko mahsoos to kar k dekhu
Apni bahou may mari jaan chupa lay mujh ko

Is say pahlay k qari dhoop may murjha jaou
Apnay is dil k gulistaa may bassa lay mujh ko

Is say pahlay k mairay deeda-e- num dakhay koi
Apnay daman may mairi jaan chupa lay in ko

WO KAM SUKAN


















WO KAM SUKAN
WO KAJ ADDA

WO BEWAF
ACHA LAGA

JAB BHI MILA
ROTHA HOWA

JAB BHI MILA
ACHA LAGA

WOZULAM PE MAIL BOHAT
WO JABER KA KAIL BOHAT

US KA YEH FUN
HER IK SITAM

HUMKO SDA
ACHA LAGA

TUM PIAR KEY KABIL NAHI
TUM PIAR KEY LIKE NAHI

US NEY KHA
HAM SEY KHA

HAM NEY SUNA
ACHA LAGA

Monday, March 30, 2009

My Dosti SMS Shayari Collections


Uss dor per na jaane kitne rang bharte gaye



















Uss dor per na jaane kitne rang bharte gaye
hum ladte bhi rahe magar saath chalte gaye

kabhi har shaam tanha beetgayi
kabhi din raat mehfilen karte gaye

uss dor per
rang geeli rait ke, neele aakash ke rang

rang kuch karvi baaton ke, meethi yaad ke rang
har gum aur khushi ko apni bayaan karte gaye

uss dor
rang subah ki mahek ke, shaam-e-madhoshiyon ke rang

rang uss tadap ke, un shokhiyon ke rang
her rang ko chaha humne, her rang ko jeete gaye

uss dor
uss dor mein koi ganth lagne na paye kabhi

vo dor dosti ki sadha unhi judi rahe
bas yehi duya subah shaam karte gaye

uss dor per na jaane kitne rang bharte gaye!!

Yaad Dilata Hai
























Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai


Fiza Bhi Sard Hai Yaadain BhiTaaza Hai
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai

Bheegi Hoye Raatain Khamosh Si Baatain
Aisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata Hai

Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushbo
Ye Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata Hai

Aisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki Baat
Ye Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai

Sunday, March 29, 2009

FEELINGS OF HEART
























ASMAApne haton ki lakeron mai basa le mujh ko,
Main hon tera naseeb apna bana le mujh ko,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Mujh se tu pochne aya hai wafa ke maaine,
Ye teri sada dili mar na dale mujh ko,,,,,

Mai samander bhi hun moti bhi ghotazan bhi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Koi bhi naam le ker bula le mujh ko,,,

Kal ki baat or hao mai ab sa rahon na rahon,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Jitna ji chahe tera sata le mujh ko,,,,,,

Mai khule dar k kisi ghar ka hun samaan pyare,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Tu dabe paaon kabhi a ker chura le mujh ko,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Tark-e-ulfat ki qasam bhi koi hoti hai qasam,,,,,,,,,,,,,,,,
Tu kabhi yaad to ker bhulane wale mujh ko,

Bara phir bada hai mai zaher bhi pee jaon faisal,,,,,,,,,,,,,,
Sharat ye hai ke koi bahon mai sambhale mujh ko,,,,,,,,,,,

CHAND C LADKI
























ANHASuno ae chaand c larki
Abhi tum keh rahi thi na
Tumhain mujh se muhubbat ho nahi sakti
Chalo mana k yeh such hai
Magar ae chaand c lerki
Mujhe itna batao tum
K jub mosam badalte hain
Gulon main rang bharte hain
To phir kiun muztarib ho kar
Akele pan se ghabra kar
Hawa ko raaz deti ho
Mujhe awaaz deti ho
Suno ae chaand c lerki
Tumhare saamne koi mera jub naam leta hai
To phir kiun chonk jaati ho
Chalo mana tumhain mujhse muhubbat ho nahi sakti
Magar itna samajh lo tum
Jahan chahat nahi hoti
Wahan nafrat k hone ka koi imkan nahi hota
Mera dawa hay chahat main
Jahan nafrat nahi hoti
Wahan aksar ye dekha hai
Agar kuch waqt kut jaye
Samay ki dhool chat jaye
To wehshat bhaag jati hai
Muhubbat jaag jati hay.... !!!

Na chupau koi bat dil mai ho agar
























Na chupau koi bat dil mai ho agar.
rakhana thura sa aap hum par ,


hum nibhayn gy dosti ka rishta iskadar,
bhulane se bhi na bhula pao gy.

taron se kaho tim timana chor dey,
chand se kaho ke jagh magana chor dey,

agar aap aa nahi sakty tu koi baat nahi,
apni yadon se kaho ke wo satana chor dey,

Roney se ghum-e-dil ka ghuzara nahi hota,
har shakas dil ka sahara nahi hota,

us roz lagta hay ke bekaar jiye hum,
jiss roz ziker tumhari nahi hoti.

APNI ZAAT SE NIKAL KAR TUMHAIN TANHA CHAHHON
























APNI ZAAT SE NIKAL KAR TUMHAIN TANHA CHAHHON
MALOOM TUM KO BHI NA HO TUMHAIN ITNA CHAHHOON

APNI ZAAT SE NIKAL KAR TUMHAIN TANHA CHAHHON
MALOOM TUM KO BHI NA HO TUMHAIN ITNA CHAHHOON
MERI HAR SAANS TUMHARI AMMANAT HO
MUJHE AUR BATTAO MAIN TUMHAIN KITNA CHAHHO
MERI WAFA BHI SILLA MANGGE TUMSE
TUM MUJHKO BHI CHAHHO MAIN JITNA CHAHOON
KISSI K DIL MAIN NA HO ESSI CHAHAT
KOI KISSI KO NA CHAHE MAIN TUMHAIN ITNA CHAHHON
TUM MUJHE BAS CHAHNE KI TAMANA KAR LO
TUMHAIN JITNI HAI TALAB MAIN TUMHAIN UTNA CHAHHOON……

Bikhar Rahi Hai Meri Zaat
























Bikhar Rahi Hai Meri Zaat Usy Kehna
Jo Milay tu yeh baat usy kehna,

Woh sath tha tu zamana tha humsafar mera
Aab koi nahi hai meray sath usy kehna,
Usy kehna k bin us k din nahi guzarta
Sisak sisak k guzarti hain raatain,
Usay pukaron k khud hi chala jao us k pas
Nahi rehay woh halaat usy kehna,
Ager woh phir b na manay tu hey Meharban-E-Qasid
Humari zeest k halaat usy kehna,
Main har jeet us k name kar raha hon
Main manta hon apna HAAR usay kehna,,

Not Angel and Nt Lik Angel
























FaSayaniNa Woh Farishta Ho Na Farishtey Jaisa Ho
Mujhay Talash Hay Us Ke Jo Meray Jaisa Ho

Mare Khaloos Ko Pehchanta Ho Bas Kafi Hay
Woh Koi Bhi Ho Kahin Bhi Ho Kaisa Bhi Ho

Jo Khuwab Denay Ko QaDir Ho Meri Aankhon Ko
Meri Muhabbat Ko Pehchan Sakay Woh Aisa Ho

Meri Khatir Marney Ka Hosla Bhi Rakhta Ho
Agar Kabhi Rooth Jaoon May Us Say To

Muskra K Manaye Woh Aisa Ho
Jo Baat Karey To Woh Nibha Bhi Sake

Iradon Mein Woh Apne Chahtaoon Jaisa Ho
Dukhon Mein Hansney Ka Hunar Janta Ho

Ik Aisa HumSafar Jo Samander Ki Tarha Gehrah Ho
Us K Pyar Ki Thandak Ho Mare Liyae Aisi

K Woh To Bilkul Aasman K Chand Jaisa Ho
Woh Sirf Mera Ho Jo Nighaon Main Haya Rakhta Ho

Umar Bhar Sath Chale Woh Aisa Ho
Mujhe Talash Hay Us Ke Jo Mare Jaisa Ho....!

Dhoop main saya-e-deewar zaroori tu nahi






















Dhoop main saya-e-deewar zaroori tu nahi,
ab tere baad koi pyar zaroori tu nahi,


hum tere ek eshaare par katta dain sar ko,
ho tere hath main talwaar zaroori tu nahi,

nafratain bhool k aa phir se galey lag jaein,
aisa mauqa mile har baar zaroori tu nahi,

jeet lein ge tujhe duniya se mera waada hain,
es dafa bhi ho meri haar zaroori tu nahi,,,,,,,,,,

Tum mil gaye ho mujhko aur kya chahaye



















tum mil gaye ho mujhko aur chahaye.

mujhe kya!maangu main kya khuda se,

tumhe khuda na mujhe day diya..

ragon mein daurta hai,lahu sa pyaar tera!

dekhoon jo aaina to,aaye nazar chehra tera!

rehti hai shama raushan fanoos mein jaise!

basi hai teri chahat mere rooh mein waise!

mein tera ishq hoon,sirf tujhe jaanti hoon!

tere siwa sabhi ko anjaan maanti hoon!

tum mil gaye ho mujhko aur chahaye mujhe kya!

lete hain dil mein karvate armaan is tarah!

uthti ho jaise lehren,samundar mein jis tarah!

har baandh har sahil ko jaise tod denge woh!

majhdaar mein har kashti,dubo denge jaise woh!

lagta hai ab to khauf dil ke armaano se bhi hume!

sahil pe laake mujhko dubo de na yeh kahin!

roshan karen jo ghar,woh jalate hain aashiyaan!

aise chirag humne bhi dekhe hain meherbaan!

yeh lau jo tere pyaar ki,mere dil mein hain raushan!

mita degi mujhe ek din,yeh main bhi jaanti hoon!

tum mil gaye ho mujhko aur chahaye kya!

maangu main kya khuda se,tumhe mangne ka bad!

har agaaz ka anjaam bhi hota hai mukammil!

har rahi ko aakhir mein,mil jaati hain manzil!

tum saath jo hoge mere,badhane ko hausla!

chodoge na tum akele mujhe rahe safar mein!

yeh haqueekat to tumse pehle,mein bhi jaanti hoon!

tum mil gaye ho mujhko aur cahahye kya!

maangu mein kya khuda se,tumhe khuda nay dadiya

Tum pe kahtam sari chahat hogi
























Tum pe kahtam sari chahat hogi
Phir na kisi pe yeh inatat hogi

kuch is tarha se karengy yaad tum ko na tum ko
shikwa hoga na zamane ko shikayat hogi

Bary shatan hotay ja rahay hain



















baray shatan hotay ja rahay hain
wo dil ke jan hotay ja rahay hain




sub zamany k sitam mil mil kar
muj pay qurban hotay ja rahay hain

pyar khush fehmyon ke manzil hay
safar asan hotay ja rahay hain

us nay gaon main jab sy hijrat ki
shehar viran hotay ja rahay hain

isi kochay k chand log anjum
mari pehchan hotay ja rahay hain

Nigah-e-Mehrbaan
















Apni janib aik nigah-e-meherbaan achi lagi,
Aik lerki lerkeon kay dermian achi lagi,

Chand sa chehra saher hay, Zulf us ki shaam hay,
Or zulfoon ki chamakti kehkashan achi lagi,,

Kia batain hum kay jo posheedgi main husn hay,
Laakh perdoon main chuppi wo jan-e-jan achi lagi,

Phool lay ker aey hay Jashn-e-baharaan kay leay,
Thaam ker khooshboo ka aanchal mezbaan achi lagi,

Mehfil-e-Khurram main roonaq thi to us kay dam say thi,
Jab wo mehfil say gai mehfil kahan achi lagi,

Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha
























Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha
dekh sakti kash apna husan meri ankh sa


tu na sab paya ha ashiq ki nazar pai nahi
jab sa dekha tujh ko dunia ki taraf dekha nahi

jab say chaha tujh ko apni yad bhi aaee nahi
tujh ko pana zindgi ha tujh ko khona moot ha

aur kuch is ka siwa mere fasanay ma nahi
mang loun ga ma kuda sa ya chura loun ga tujhy

tujh sa moti doosra us kay khazanay ma nahi

Mukhtasariaat
























Jinay k liye saanson ki zaroorat na ho
is jahan main koi khubsurat aurat na ho

mushkilain mujh par itni parine k main bhool hi gaya
asaishon ki mujh ko surat hi yaad na rahi

Lainay gaye thay bazar main ata
par milgaya un ki taraf sai ik chanta

hosla rakh aik shair or parhlay
marnay sai pehlay chanay k jhar per charh lay

Kuch aisay bhi log thai.





















Khuch aisay bhi log thai
jin say hum muhobbat karti thai


hum un ko hasati .
our wo hasti rahti thai.

suchti thai k
sub kuch bata dein usay.

magar un k bichar jane say darti thai.
kuch batein thee us mein buree.

us liayi hum nay kia us say bolna band
our wo bhi nhi bola karti thai.

hum bhi kitne thai bewaqoof.
such thai thai asey usay bhol jaein gay.

par us chahiray pay agia tha jo dil.
jab bhi dikhti bass dikhty rahti thai.

jab atti thai samni hamari.
humari diloon say chiar chaar karti thai.

our jab jati thay samni humare.
to humare aankhon me pani ajati tha.

phir wo apni shihar chale aari .
our hum bhi wapass apni shahar ajati thai.

Woh Chenchal Si Albaili Ladki

















Woh Chenchal Si Albaili Ladki
Meri Nazmain Yoon Sunti Hai

Jaise In Nazmon Ka Mehwar
Us ki apni Zaat Nahi Hai

Yaani Itni Sundar Ladki
Aur koi Bhi Ho Sakti Hai

Jaise Usay Maloom Nahi Hai
Us Ladki K Saare Kaam

Saaray Naam Usi K Hain
Sab Baatein Hain Us Ki Baatein

Sab Saa-y hain Us Kay Saa-y
Saaray Mohmil Us K Hain

Main Jab Nazm Sunata Hoon
Woh Gum Sum Si Ho Jati Hai

Laikin Thodi Dair Mein Phir Se
Patthar Ki Ho Jati

Woh Chenchal Si Albaili Ladki
Wohi Aik Akaili Ladki

Hoti Hai Mere Shehr Ki Pehchaan Tum Hi Se



















Aankhon Me Utri Hoi BeChain Hawa'ain
Anchal Se Nikalti Hoi Khushbu Hai K Jado

BeChain Se Uthte Howe Haathon Me Dua'ain
Aese Me Be Khayaal Ki Pur Kaif Haw'ain

Paa Zaib Hai K Pairron Me Khanakte Howe Ghungro
Tum Se Hi To Raaton Ko Chamakte Howe Jugnu

Chu Kar Tere Wajood Ko Madhosh Haw'ain
Ik Aalm_e_Madhoshi Me Kabhi Ayen Kabhi Jayen

Ruk Jain Parrindon Ki Urranain Jo Tu Bole
Chup Ho Tum To Theher Jain Udaasi Me Hawa'ain

Bas Itna? Faqt Itna? Faqt Itna? Tumhain Bata'ain?
Siekhi Hai Ghulaabon Ne Bhi Muskan Tum Hi Se

HOTI HAI MERE SHEHER KI PEHCHAAN TUM HI SE























Woh mera ho jo aankhon main hya rakhta ho
her qadam sath chalay ehd-e-wafa rakhta ho

naz na bhi uthaoon to shikiat na karay
her dukh seh ker bhi

muskraney ki ada rakhta ho

Saturday, March 28, 2009

barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa

barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaahaa.N
merii mohabbat kaa javaab aur zyaadaaroye na
abhii ahal-e-nazar haal pe merehonaa hai
abhii mujh ko Kharaab aur zyaadaaaavaaraa-va-majanuu.N
hii pe maukuuf nahii.n kuchhmilane hai.n
abhii mujh ko Khitaab aur zyaadaauThe.nge
abhii aur bhii tuufaa.N mere dil sedekhuu.Ngaa
abhii ishq ke Khvaab aur zyaadaaTapakegaa
lahuu aur mere diidaa-e-tar sedha.Dakegaa
dil-e-Khaanaa_Kharaab aur zyaadaaai
mutrib-e-bebaak ko_ii aur bhii na
Gmaaai saaqii-e-fayyaaz sharaab aur zyaadaa

Saturday, March 14, 2009

Yeh drad mit gya to phr !






















Yeh drad mit gya to phr !
Yeh drad mit gya to phr !


Yeh zakhm sil gya to phr !


Bichr k sochta hon mien ,


Woh phir se mil gya to phr !


Mein titliyon k sher may


Rahon to mujh ko fiqr hy,


Wo phool jo khila nahi,


Wo phool khil gay to phir !


Tumhen be kuch nahi mila ,


Mujhe bi kuch nahi mila !


Tmam umar k liye yeh drad mil gya to phr !


Mein is liye to ajj tk sawal b na kr ska!


Aggr mere sawal ka jwab mil gya to phr!


Ye theek hai k lut kr mery he dil may aoo gy,


Mgr ye soch lo zraBadal Yeh Dil Gya To Phr........













Teri yaadon k sahare kab tak jeena

bada mushkil he tujhe bhool ke jeen

aab to har dukh gham aur udaasi me mujhe

dil tadap kar yahi khta he ab kiya jeena

yaad aate he jo maazi k khoshi k lamhe

wo hasna tumhara wo humara jeena

kitne majboor the hum k keh bhi na sake

bin tere bada mushkil he humara jeena

kaise bhoolo main sama wo aakhri lam

hawoh khna tumhara ki has kar jeena!



Zakhm-e-judai
Har bar mujhy zakhm-e-judai na dia kar
agar tu mera nahin to mujh ko dekhai na dia kar
sach jhoot teri ankh se ho jata hay zahir
qasmain na utha itni safai na dia kar
maloom hay rehta hay tu ab mujh se gurezan
pas aa k mohabat ki duhai na dia kar
urr jayen to phir laut k aaty nahin wapis
har bar parindon ko rihai na dia kar

Monday, March 9, 2009

sharbat-e-didaar


Koi tu guftugo karoo sham bouth udas hay
tum mairay pass hi rahi, sham bouth udas hay
kuch bhi tu boltay nahie khoof ye toortay nahie
mainay kaha zara suno, sham bouth udas hay
mujsay na tum milo magar, mujsay say na kuch kaho magar
sham say akar kuch kaho, sham bouth udas hay
dekhoo bout hay sirgira,n, umar-e-rawa,n ki dastan
is main na aur dukh bharoo, sham bouth udas hay
atna hay izrab kion, karab main hain janab kion
milna hay tu amiloo, sham bouth udas hay
mana k tum khafa nahie kehnay ko kuch bacha nahi
eachaa sa shair hi pherho, sham bouth udas hay.
dekhi joo meri nabz to ik lamha soch akar,
kagaz liya or ishq ka beymar likh diya,
qorban kiyon na jaoon aeysay tabib par,
nuskhay main jis nay sharbat-e-didaar likh dia....

Saturday, March 7, 2009

picture poetry





































dedar-e-ishq



idhar hum say mehfil main nazrain larana

udhar gair ko dekh kar muskarana

yeh behngi nazar ka ho sakhsana

kahin pey nigahain kahain pay nishana........

kiun bhujatey ho diya ulfat ka phokan mar kay

shahta hai dil rowan main kokan mar kay!

husn ki toop ka gola mara tera khakh na rehay

tujh pey ghir jaey kutbi tara tera kahkh na rahey

banking konsil walay teri har shah karki kar dain

char jaey tujh pay karza bhara tera kakh na rahey

sardi andar nehar kay banay sarey raat kholotey

ton na aai laya lara tera kahk na raehy

dil ki chori kay ilzam main police ka chapa par jaey

phariya jaey tabar sara tera kakh na rahay

sari gazal suna kar bhi sarra dil ka nahi mukiya

sada hai bas ikko nara tera kakh na rahey....

koi marta hai mar jaey' hum apna nishana kiun chorain

dil walay dil bachain apna' hum teer chalana kiun chorain

majboor na ho to ishq hi kia'magroor na ho to husn hi kia

tum humko manana kiun choro' hum tumko satana kiun chorain

jo hum ko nasihat kartay wo apna zamana dekh chukay

hum par bhi jawani aai hai' hum apna zamana kiun chorain

dunia to humarey samnay hai' zanat ka pata kia ho keh na ho

janat main chupi dolat kayliey dunia ka khizana kiun chorain.....

TUM YAAD BAHOOT AATEY HO!

tum yaad bahoot aatey ho

jab bhi main tanha hota hoon

jab koi khubsorat gana sunta hoon

kisi kay barey main jab bhi main sochoon

to ik dam say

tum meyray dil-o-dimag

par chah jatey ho

jab kabhi bhi koi khush rang phool dekhoon

jab kabhi bhi koi sorili awaz suno

tab yaad bahoot tum aatey ho

koi hasien chehra dekhoon

jab koi bagair kisi baat par

jagra karta hai rooth jata hai

koi jab pyar say bolta hai

aey meyray hamsafar

aey meyray dost

tab yaad bahoot tum aatey ho

TUM YAAD BAHOOT AATEY HO!

younhi bey sabab na phira karo

kisi shaam ghar main raha karo

koi hath bhi na milaey ga jo galey miloo gay tapak say

yeh naey mizaj ka shehar hai zara faslay say mila karo!

Friday, March 6, 2009

Just 4 u


Na chupau koi bat dil mai ho agar.
rakhana thura sa aap hum par ,
hum nibhayn gy dosti ka rishta iskadar,
bhulane se bhi na bhula pao gy.
taron se kaho tim timana chor dey,
chand se kaho ke jagh magana chor dey,
agar aap aa nahi sakty tu koi baat nahi,
apni yadon se kaho ke wo satana chor dey,
Roney se ghum-e-dil ka ghuzara nahi hota,
har shakas dil ka sahara nahi hota,
us roz lagta hay ke bekaar jiye hum,
jiss roz ziker tumhari nahi hoti......
dil ki gehraiyon mai naam ha tera..
tey bin nahi guzara mera
rooz tery gar ka lagoon phera...
ek din ho gya raat say saveera
terii galli mai kia baseraa...
meray uper ger gya tery gar ka baneeraa....
phir jub subha uth ker kaproon ko jhara ...
teray abhu nay bahir aa kar juta utaraa..
our maar maar ker sara kaproon ko phara..
phir doctor bhulvay soo dosoo taaanky lagvay..
magar sakoon na any ki wajh say phir thaper lagay...
larkii k bahioon sa kamaar per mookay pervay..
larkii k bahi thay baray chaalak ..
unhaoon ny kamray mai ker dia mhujay lock ..
lock ker k kamray ko maaray tally ..
meary uper ge gay sarry bally..
roo roo k guzaar gai sarii raat ....
agly din larkii ki aa gai barat ..
abb her tarf say thee merii maaat
barat k sath mai nay khana khaya..
khana kha k mai gar wapiss aya
yeh ha merii pyar ki kahani
iasay he lut gai merii javanii....
Aqib Usne kaha kon ho Tum?
Mai ne kaha Hasrat Tumari
Usne kaha Taaktay ho kya?
Mai ne kaha Surat Tumhari
Us ne kaha kartey ho kya?
Mai ne kaha Pooja Tumhari
Usne kaha Kaafir ho kya?
Mai ne kaha aisa hi sahi
Usne kaha chahtey ho kya?
Mai ne kaha Mohabbat Tumhari
Usne kaha Pachtaoge,
Mai ne kaha Kismat Hamari
Usne Kaha Married hoon mai.
Mai ne kaha
Sorry BAJI.............
ISTAQBAL.....!!!
jab sey yeh peygam mila hai
janan! tum aney wali ho
mousam nay sarey ghar ki tartieb badal kar rakh dali hai
choukhat pay ik chand bhi aakar beth gia hai
kai sitarey laounch main kab say parey hain
kehtay hain
is rah say tum guzro gaey
nanay monnay kai gulaboon ka kehna hai
jetnay din pass raho gaey
ghar kay har konay main aakar mehka karain gay
pholoon nay mil kar sab konain banh rakhain hain
jugnoo kab say chaat pay ghar kay
har goshay main chamak rahay hain
soraj or barish bhi kal say saiban par
tikay hoey hain
dhemay dhemay chamak rahaey hain
shaam to kab say lai hoi hai jis kamray main
tom theyro gay
ton aoo gay to yeh shaam hazaroon mousam
sundar sundar saji hoi ankhoon ko day kar
kho jai gi
phir na kabhi wapas aai gi
is say pehlay keh yeh shaam bhi
sarey mousam lay kar mujh ko
khali kar kay kho jai
to AAJAOO NA!
abhi to ishq main aeysa haal bhi hona hai
keh ashk rokna tum say mouhal hona hai
har ik kay lab pay hain meri wafa kay afsanay
teyray sitam ko abhi lazawal hona hai
baja key khar hain lakin bahar ki rot main
yeh tey hai ab kay hamain bhi nihal hona hai
tumhain khabar hi nahi tum to lot jao gay
tumharey hijar main bhi saal hona hai
hamari roh pay jab bhi azab utrain gay
tumhari soch ko is dil ki dhal hona hai
kabhi to roaey ga wo bhi kisi ki bahoon main
kabhi to us ki hasi ko zawal hona hai
milain gi hum ko bhi apnay naseeb ki khushian
bas intezar haikab yeh kamal hona hai
har ik shakhs chalay ga hamari rahoon par
muhabbatoon main wo misal hona hai
zamana jis kay kham-o-pech main uljh jaey
hamari zaat ko aeysa sawal hona hai
wasi yaqen hai mujh ko wo lout aeyga
usay abhi apnaey kiey ka malal hona hai!

cute poetry


Amitabh
Amitabh: Thank you for calling customer care... rishte
mein to hum tumhare baap lagate hian filhaal ek
customer care hain...
Customer: (angrily) I NEED YOUR MANAGER
Amitabh: Jaao pehle uske manager ko laao jisne mere
baap ko chor kaha tha.. Jaao pehle uske manager ko
laao jisne meri maa ko gaali dekar naukri se nikaal
diya tha.. Jaao pehle uske manager ko laao jisne mere
haath pe yeh likh diya tha... uske baad uske baad mere
bhai.. Tum jis manager ko kahoge main laaonga.
Dharmendra
Dharmendra: Thank you for calliiiiingg. .
Customer: I need help
Dharmendra: main aaraahoon maa.......
Customer: I am unable to use your product... its waste
and worthless
Dharmendra: Kutte mein tera khoon peejaaonga..
Customer: What!!! I need your manager
Dharmendra: (To his manager) Manager is customer ke
saamne nahi naachna
Shatru
Shatru : Aaaaaiiin Kis ullllu ke patthe ne call kiya
hai...
Customer : How dare you speak like that
Shatru : Khaaaamoshhhhh. .. seedhi tarah bolde issue
kya hai warna... haaaaaaaaa!! !
Asrani
Asrani: hahhaaaaaaa naya kabutar ne call kiya
Customer: I lost my invoice
Asrani : Hahhaaaaaaaa hamare jasoos kone kone mein
phaile hue hain miljayegi hum angrezon ke zamaane ke
rep hain..haahhaaa
Kestu Mukherji
Kestu Mukherji: Iiiiiihhhhye. ...
Customer: hi
Kestu Mukherji : iiiihhhyeee tumko ....tumko kya
problem haiCustomer : I have not received my product
Kestu Mukherji : To saale (hicup) main kya karoon..
Police mien report likha...
Bindu
Bindu: Shabnam naam hai mera... pyar se log shabbo
bolte hain..bolo main tumhare kis kaam aasakti hoon.
Customer: Hmmmmmmmmmmm. ....
Shakti
Shakti: AAAuuuuuu... mera naam hai balllllllllma. Thank
you for calling aaauuuuu
Customer: I need your manager
Shakti: Mujhse baat karona.. Main ek chhota sa, nanha sa,
pyarasa...rep hooon..
Mehmood
Mehmood: Ayyo Dyevi ... thank youji for calling ji..
Ayyo
Customer : I am not devi
Mehmood : Ayyo muruga... ye dyevi nai ji ... ye to
dyeva hai...
Ajit
Ajit: Saara shehar mujhe Lion ke naam se jaanta
hai.....May I know your name please
Customer : Mona
Ajit: Mona darling... tumne hamein call kyun kiya
Customer : (Angrily) I WANT YOUR MANAGER
Ajit: Mona dear.. Agar hum tumhe hamara manager de
denge to hamein manage kaun karega....
Gabbar
Gabbar : HAHAHAHAHAHAHAHAHAH AHA ....Jo dargaya wo
maraga... batao tumhen kya chahiye
Customer : I want to buy a product from your company
Gabbar: Kitne paise hai re
Customer : $ 10.00
Gabbar: Suvvar Ke baccho ... sirf... $10.00...dhikkaar
hai
Prem Chopra
Prem Chopra: Prem...Prem naam hai mera.. Premchopra...
Customer : I lost my invoice I need one
Prem Chopra: Kar bhalaa to ho bhalaa..jaa apni invoice
khud dhoondle
Rajkumar
Rajkumar : Jaani ..... Tumhara ye call bahut keemti
hai.. Ise cut mat karna
Customer: I lost my invoice
Rajkumar: Jaani... ye invoice hai.. Bacchon ke khelne
ki cheez nahi
Customer : shut up.. I need my invoice sent to me in
10 minutes... otherwise I will speak to your manager
Rajkumar : Dhamki kisi aur ko jaakar dena... manager
humko darasake manager mein itna dum nahi... humse hai
manager... manager se hum nahi...
And at last ............ ......
Sharukh
Sharukh: Thank you for kkkkkkkkkkkkkkkkkkk kkkkkkk
Customer hung up the phone....
Afridi ko MAYUR pehnao,
shoaib ko PEPSI pilao,
Rana ko BRYLCREAM lagwao,
Inzi ko CHAVANPRASH khilao,
yousuf ko CASTROL bharwao,
malik ko MALAi MARKE LASSI pilao,
LEKIN KUTTO KO CRICKET MAT KHILWAO.....
Ek gareeb parivaar tha.
Pita gareeb tha,
Mata gareeb thi,
aur bachche bhi gareeb the,
parivaar mei 4 nauker the,
woh bhi gareeb the.......
Car bhi tutti hui Merc....dz....thi......
Unka gareeb driver bachcho ko
tutti hui car mei hee school chodta tha.
Bachcho ke pass mobile bhi purane the.....
Mali aur cook bhi gareeb the.....
Matlab pura parivar gareeb tha!

Funny poetry


Duniyä Ko Ajäb Räng Dikhäti Häin Yeh Lädkiyäään
Märdo Ko Häthon Pe Nächäti Häin Lädkiyään
Käpdo Ki Ik Dod (dor) Si Lägti Häi JeseDärziyon K Kärobär Chäläti Häin Lädkiyään
Mäke Up K Bägäir Yeh Mukämmäl Nähi Abb Tu
Chehre Pe Ik Chehrä Chädäti Häin Yeh Lädkiyään
Kisi Täkreeb Mäin Poocho Nä Hääl Tu
InkäBär Chär Kär Numäiyeesh Käräti Häin Yeh Lädkiyään
Boodiyon Ne Bhi Bänä Räkhä Häi Ik Ajäb Tämäshä
Bääl Kätä Kär Yeh Bhi Kehläti Häin Lädkiyään
Bhoole Se Agär Kisi Ko Jo Kehdiyä AMMA
Khändän Ki Tärikh Bätäti Häin Yeh Lädkiyään
Mill Jäye Gär Yeh Tu Bän Jäti Häin Toofän
LADKO KO BHI BADNAAM KARATI HAIN YEH LADKIYAAN.....
mehwish kanwalMUHABBAT Dil ko diya bana ker roz-o-shab jalaati hai khawabon ko
rakh banati hai,kabhi khud ko khoon kerti hai muahabbat lehjhon k her lafz se aari
lekin her misray se khud ko sajati hai muhabbat zat k samander per badal ban ker
chaati hai to kabhi baraish ki bond ban ker dil k draya per barasti hai bad-e-saba se se le ker
gul ki mehek tak to kabhi khushboo mein simat ker bikharti hai samender se wussat le ker,chaand se chaandni le ker jugnoo aankhon mein bherti hai kabhi dhanak se rang le ker apna aanchal haseen ker hai kabhi khud ko satati hai,kabhi rooth jati hai,kabhi khud ko aazmaati hai kabhi lehjay se chalakti hai to lafz ko muttber banati hai jab ye aankhon mein sajti hai,to
khawab ki hurmat banti hai kabhi dil ban ker toot jati hai to khud ko dhutkaarti hai kabhi pakeeza noor le ker khud ko sanwarti hai kabhi sarapa-e-intizaar banti hai kbahi nagma ban ker khud ko gungunaati hai kabhi aah ban ker labon per machal si jati hai dil k dareechon se
jhaankh ker muskuraati hai muhabbat phir muhabbat hai,muhabbat ban k chaati hai kabhi bina aahat kiye kisi ko ko khawahishon mein bulaati hai saans jab mala banati hai.....muhabbat
dorh hoti hai kali jab khushboo bakherti hai.....muhabbat sans leti hai jab ye aankhon mein
sajti hai,to kasak banti hai dil mein jab koi utarta hai.to yeh khaawab banti hai jab yeh aankh
se sawan barsaati hai,to khud ko mitaati hai lafzon ki dilkashi khud mein samoti hai....to qayamaat dikhaati hai khubsoorat nazer mein sajti hai to aaina banaati hai apni jadugari se khawabon ko seher zada banati hai ab yeh khubsoorat nazer ka jadu hai k muhabbat ka tilism yeh khawaish ko tilism gari banati hai muhabbat to muhabbat hai......ye muhabbat ki karigari...........
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
Khushi ke maare mera bura haal tha,
Khushiyaan kuchh yun umad rahin thi,
Ki sambhale nahi sambhal rahi thi..
Subah subah madam ka chai le kar aana
Thoda sharmate huye humein neend se jagana,
Wo pyaar bhara hath hamare baalon mein phirana,
Muskurate huye kehna ki..
Darling chai to pi lo,
Jaldi se ready ho jao,
Aap ko office bhi hai jaana..
Gharwali meherban ka roop le kar aayee thi,
Dil aur dimag par poori tarah chhayee thi,
Saans bhi lete they to naam usee ka hota tha,
Ik pal bhi door jeena dushwar hota tha.
.-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
5 saal baad....
Subah subah madam ka chai le kar aana,
Table par rakh kar jor se chillana,
Aaj office jao to munna ko
School chodte hue jana........ ......
Suno ek baar phir wohi awaaj aayi,
Kya baat hai abhi tak chhodi nahi charpayee,
Agar munna late ho gaya to dekh lena,
Munna ki teachers ko phir khud hi sambhaal lena.
Na jane gharwali kaisa roop le kar aayi thi,
Dil aur dimaag par kaali ghata chhayee thi,
Saans bhi lete hain to unhi ka khayal hota hai,
Ab har samay zehan mein ek hi sawal hota hai..
Kya kabhi woh din laut ke aayenge,
Hum ek baar phir kunwaare ban paayenge .....
ek baar hum train main safar kar rahe the
safar main hum kuch gunguna rahe the ,
samne wali seat pe hamari baithi thi ek sundar ladki ,
jise dekh ke hamari bhi tabiyar bhadki ,
tab wo nikal ke khane lagi khana ,
uski khubsurti pe hamne ga diya ek romantic gana ,
tujhe dekha to ye jana sanam pyar hota hai deewana sanam,
sun ke hamari gana wo hamare paass aayi ,thodi muskurai ,
hum bhi muskura diye ,
usne kaha aapne to bahut aaccha gaya gana,
kal meri sadi hai BHAIYA aap jarror aana kyoon ki
bhai ko hai to rasme bahen ki sadi ka hai nibahana .
president BUSH went to a school to interact with
kids. After Having one brief talk with the children he asked them
if they have any Question to ask him.
One boy raised his hand and stood up;
Bush: whats your name?
John: john
Bush: whats your question..
Johm: sir I have three questions
1) why did America attack iraq without the approval of UNO?
2) where is Osama?
3) why do America support Pakistan so much?
Bush: you are an intelligent student John. (just then the bell for recess rang)
Oh dear students we will continue after the recess is over.
After the recess
Bush: ok children where were we? Yes, so anybody wants to
ask any question?
Peter raises his hand
Bush :Whats your name?
Peter: Peter
Peter : sir I have 5 questions.
1) Why did America attack iraq without the approval of UNO?
2) Where is Osama?
3) Why does America support Pakistan so much?
4) Why did recess bell rang 20 mins before the scheduledtime?
5) Where is JOHN ?????

Monday, March 2, 2009

Innocent Poetry



Ik pal ka Ehsas ban kar ate ho tum,
Her pal Khushbo ki Tarhan urh jate ho tum.
Jante ho Tanhayoun se Dar Lagta hain humain,
Phir bhi Tanha Chor jate ho tum.




Meri Saanso'n se Tum shikwa kerte ho
Chhup Chhup k Chahat ka soda kerte ho
Tumhi socho ye kesi majburi hay
Mujh main reh ker Mujh hi se perda kertay ho.....
Kis ny kis ko mokamal kerna hai
abhi is baat ka faisla hona baqi hai
mosam ko badalna chahye yaya k abhi rukna hai
fasla rakhna hai ya k rasta hi badalna hai
abhi is baat ka faisla hona baqi hai
abhi to sochna baqi hai os ko kion kr chaha tha
abhi wo resham soljhani hai jo hathon main oljhi hai
abhi to is ka bhi faisla kerna hai mujhy SAHAR
k os ko chor any main mujhy noqsan kitna hai.....
PHIR AJJ KOI GHAZAL TERE NAAM NA HO JAYE ,
AAJ KAHIN LIKHTAY LIKHTAY SHAM NA HO JAYE,
KAR RAHA HOON INTAZAR TERE IZHAR-E-MOHABAT KA ,
ISE INTAZAR MEIN ZINDAGEE TAMAM NA HO JAYE,
NAHI LAYTA TERA NAAM SARE-E-AAM IS DAR SAY,
KAHIN NAAM TERA BADNAAM NA HO JAYE ,
MANGTA HOON DUA JAB BE TU YAAD ATEE HAI ,
KAY JUDAI MERE PIYAR KA ANJAM NA HO JAYE,
SOCHTA HON DARTA HON AKSAR TANHAI MEIN,
US KAY DIL MAIN KISI OR KA MAQAM NA HO JAYE.......
Jb pahlay pahel tum say shanassaee hui thi,
wo lamha to jiwan ka assasa hay mairi jaan,
wo pahli mulaqat nahi bhuli hu ab tak,
haan dil maira qabu may nahi jb say mairi jaan,
ous aik haseen lamhay ko jb yaad karu mai,
phir piyas koi baqi na rah jaey mairi jaan,
rahtay ho bohat door magar dil may basay ho,
is tarhaan mairi rooh may outray ho mairi jaan,
din kaisay guzaray yahan furqat may tumhari,
jb aao gay milnay to bataou gi mairi jaan,
per kitnay mah-o-saal hain jo beet gaey hain,
tum ab k baras phir nahi aaey na mairi jaan,
jb aao gay is baar to kah daiti hu tum say,
guzray huay har lamhay ko ji laina mairi jaan,
din mai nay guzaray hain jo furqat may tumhari,
aik aik ki qeemat tumhay daini hay mairi jaan,
phir faslay baqi na rahain darmiyankoi,
aisay mujhay seenay say laga laina mairi jaan,
ye ratjagou say surkh hui shabnami ankhain,
tum aa k inhay hontou say choo laina mairi jaan......
Itne phool khile is dil main,
Ghar sajana bhool gaye.
Mehfil main wo kiya aaye,
Ham shama jalana bhool gaye.
Haal hamara poochhne wale,
Teri zubaan ne loot liya,
Hamne sab kuch keh dala,
Bas baat batana bhool gaye.
Ik tum hi ko dunya main,
Jisse bohat ummiden hain,
Kiya guzre gi dil per ager,
TumpPyar nibhana bhool gaye.
MUHABBAT MANGNY KI SHAY NI JO MANG LI JAY,
KISI KO KB KAHAN YEH RAAS AATI HE,
YEH HM SE AB TM KEHTY HO,
TMHAIN B YAD TO HO GAA,
YEHI TO IBBTADA ME HM B TM SE KEHTY THAY,
TM NE TO KHUD HE IS KI NAFI KR DI THI PL BHAR ME,
KAHA THA OS LAMHAY TM NE,
MUHABBAT MAANGNY SE MIL B JAATI HE,
MGR YEH SHART HE JO MANGTA HO DIL SE MANGY,
SO HM NE AKHRASH YEH DOLAT TM KO SONP DI LAIKIN,
WAFA TM KR NA PAAYE,
TM AB AAYE HO BAARSON BAAD,
TO YEH KEHTY HO,
HM TM KO BHULA BAITHY,
TMHARY KHT JALA BAITHY,
HAMAIN LAZM THA YEH TAA UMR BAITHY RAASTA TAKTY,
GHARI BHAR KO NI THAKTY,
SAHI KEHTY HO SUCH KEHTY HO KB INKAAR HE HMKO,
SUNO HM THAK GAY HUN GY!

JustPoetry



Mujh Ko Apny Rafo Gardha Giryban Ki Qassam


Main Nae Pooja Hai Saja Kar Dily Veran Main Tujhy.






I SEE DREAMS


Sometimes,I see


Peace and harmony


Justice and integrity


Sometimes, I see


Love and prosperity


Shaping the destiny


Sometimes, I see


Tolerance and Respect


Among the whole community


Sometimes I see


Goodwill and Equality


Faith and unity


Sometimes, I see


Affluence of commodity


End of poverty


Sometimes, I see…


Sometimes, I see…


But dreams only!





GO TERI YAAD MERE SAATH SAATH RAHTI HAI



MAGAR KAHIN NA KAHIN IK KAMI SI RAHTI HAI



MAIN SOCHTI HOON TUJHAI SOCHTI RAHOON LEKIN



MERI YE SOCH ISI SOCH HI MAIN RAHTI HAI.







Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur smjha tha



usay hansnay ki adat thi ye dil kuch aur smjha tha



mujhay uss ne kaha aao nai duniya basaty hain



usay soojhi sharart thi ye dil kuch aur smjha tha



hamesha uss ki ankhon main dhanak se rang hoty thyye



uss ki aam halat thi ye dil kuch aur smjha tha.



wo mery pas betha dair tak ghazlain meri sunta tha



usy khud se mohabat thi ye dil kuch aur smjha tha.







Meri Har Dharkan Mai Tum,Meri Har Saans Mai Tum,



Jaana Thumen Kaisy Batayn,Meri Jevan Ki Aass Ho tum, Jub Hota Ho Pass Tw Mil Jata Hai Sukoon,



Door Jub Jatay Ho Tw Kr Jatay Ho Odass Tum,



Meri Zindagi Hai Ik Sabaq Or Iski Kitab Ho Tum,



Dakho Tum Say Kitna Pyar Hai Mujhay,



Meri Rag Rag Mai Behty Khoon Ki Raftar Ho Tum,



Mai Tha Andheron Mai Phansa Howa,



Roshan Roshan kr Dia Mera Aftab Ho Tum,





Hum kasay pagel hotay thay



Ek phool ko chonay ki khatir



Kantoon say zakhmi hotay thay



Jo phool jholi main aa girta



Ussay choonay say dar jatay thay



Hum kasay pagel hotay thay



K dhondaly aaeinoon main apna



Hum aks sa dhoonda kertay thay



Aor kirchayan chatkhay aaeinoon ki



Muthi main daba ker rakhtay thay



Hum kasay pagel hotay thay



Jab sadak pay chalna hota tha



Hum kashti lay ker chaltay thay



Aor beech bhanwar janay k liyey



Hum padel nikla kertay thay



Hum kasay pagel hotay thay



Jab barish barsa karti thi



Hum chatri main chup jatay thay



Aor jalti dhoop main nangay sir



Hum chatt par uchla kertay thay



Hum kasay pagel hotay thay



Jab pass woh bohat hota tha



Hum uss ko dekh na saktay thay



Jab woh door chala jata tha



Hum aahat uss ki suntay thay



Hum kasay pagel hotay thay



Jab sari dunya soti thi



Hum chand say khela kertay thay



Jab sari dunya jag utthti thi



Hum thak ker so jatay thay



Hum kasay pagel hotay thay



Hum kasay pagel hotay thay



Hum aaj b wasay pagel hain



Hum aaj b wasay pagel hain.





AAJAYE KISI DIN TUU AISA BAHI NAHI LAGTA



LAIKIN WOH TERA WADA JHOOTA BHI NAHI LAGTA



MILTA HAI SUKOON DIL KO US YAAR K KOOCHAY MEIN



HAR ROZ MAGAR JANA ACCHA BHI NAHI LAGTA



DAIKHA HAI TUJHAY JAB SE BE CHAIN BOHAT HAI DIL



KEHNAY HO KOI TUJH SE RISHTA BHI NAHI LAGTA



BARAYE MEIN QATEEL US K SOCHEIN BHI TO KIA SOCHEIN



WOH GHAIR NAHI LAIKIN APNA BHI NAHI LAGTA



AAJAYE KSIS DIN TU AISIA BHI NAHI LAGTA



LAIKIN WOH TERA WADA JHOOTA BHI NAHI LAGTA.





Aey Meri jaan magar aisa kahan hota hai



Apna kehnay se koi apna kahaa'n hota hai



Dhoondta rehta hoon..mai tujh ko chaman zaroan mai



Teri yaadoan k mehktay..hoey...Gulzaaroa'n mai



Aey Meri jaan magar aisa kahan hota hai



Koi bhi phool wahan tujh sa kahaa hota hai



Yaad aati hai tou muskaan si aajati hai



Goyaa duniyaa teri aankhoan mai simaat aati hai



Teri Rakhshinda jabeen or teri masoom haansiiii



Meri Neendoan mai faqat tera basar hotaa hai



Aey Meri jaan magar aisa kahan hota hai



Apna kehnay se koi apna kahaa'n hota hai



Aey meri jaan magar aisa kahan hota hai!..........