Sunday, March 29, 2009

Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha
























Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha
dekh sakti kash apna husan meri ankh sa


tu na sab paya ha ashiq ki nazar pai nahi
jab sa dekha tujh ko dunia ki taraf dekha nahi

jab say chaha tujh ko apni yad bhi aaee nahi
tujh ko pana zindgi ha tujh ko khona moot ha

aur kuch is ka siwa mere fasanay ma nahi
mang loun ga ma kuda sa ya chura loun ga tujhy

tujh sa moti doosra us kay khazanay ma nahi

No comments:

Post a Comment