Saturday, March 14, 2009

Yeh drad mit gya to phr !






















Yeh drad mit gya to phr !
Yeh drad mit gya to phr !


Yeh zakhm sil gya to phr !


Bichr k sochta hon mien ,


Woh phir se mil gya to phr !


Mein titliyon k sher may


Rahon to mujh ko fiqr hy,


Wo phool jo khila nahi,


Wo phool khil gay to phir !


Tumhen be kuch nahi mila ,


Mujhe bi kuch nahi mila !


Tmam umar k liye yeh drad mil gya to phr !


Mein is liye to ajj tk sawal b na kr ska!


Aggr mere sawal ka jwab mil gya to phr!


Ye theek hai k lut kr mery he dil may aoo gy,


Mgr ye soch lo zraBadal Yeh Dil Gya To Phr........













Teri yaadon k sahare kab tak jeena

bada mushkil he tujhe bhool ke jeen

aab to har dukh gham aur udaasi me mujhe

dil tadap kar yahi khta he ab kiya jeena

yaad aate he jo maazi k khoshi k lamhe

wo hasna tumhara wo humara jeena

kitne majboor the hum k keh bhi na sake

bin tere bada mushkil he humara jeena

kaise bhoolo main sama wo aakhri lam

hawoh khna tumhara ki has kar jeena!



Zakhm-e-judai
Har bar mujhy zakhm-e-judai na dia kar
agar tu mera nahin to mujh ko dekhai na dia kar
sach jhoot teri ankh se ho jata hay zahir
qasmain na utha itni safai na dia kar
maloom hay rehta hay tu ab mujh se gurezan
pas aa k mohabat ki duhai na dia kar
urr jayen to phir laut k aaty nahin wapis
har bar parindon ko rihai na dia kar

No comments:

Post a Comment